Check to restrict your search with:
Menu

Vyāsa-pūjā 2024

Anjali Kumari (Mayapur - India)

nama oṁ viṣṇu-pādāya kṛṣṇa-preṣṭhāya bhū-tale
śrīmate jayapatāka svāmin iti nāmine
nama ācaryapādāya nitāi-kṛpā-pradāyine
gaura-kathā-dhāma-dāya nagara-grāma-tāriṇe

His Holiness Jayapatākā Swami Mahārāja kī! Jaya!!!

Log kitna pareshan ho jate hain sansarik kashton se ya sharirik kashton se hamare mahārāja ji in sab khaston se upar uthh chuke Hain unhe in kashton ka koi prabhav nhi padta. Wo sharirik roop se kitne kasht me hain lekin unka mann. . Heart aur senses sab uppar uthh chuke hain, itna kashtt hone k bawajood wo live class dete hain regular. . Preaching krte hain logon ko gyan ka prakash dete hain itna sharirik kashtt hone pr b wo hamesha kṛṣṇa bhakti me leen rehte hain bhakton ko inspire krte hain. . Ek bar kisi ne mahārāja ji se pucha ap kyun itna khud ko kashtt dete ho aram kyun nhi krte to mahārāja ji ne kaha I am wounded soldier of swami prabhupāda but I am not out. . His physical pain is unimaginable but his heart, soul and senses are dedicated towards kṛṣṇa’s lotus feet. He is above all the physical platform.

Jayapatākā Swami Mahārāja kī! Jaya

Śrīla Prabhupāda kī! Jaya!

Ek bohot choti si bhakt

Dāsa in anudās,

Anjali Kumari